Главная › Исполнители › Kaifi Khalil › Kahani Suno 2.0
Kahani Suno Haan, Zubaani Suno
Mujhe Pyar Hua Tha, Ikraar Hua Tha
Kahani Suno Haan, Zubaani Suno
Mujhe Pyar Hua Tha, Ikraar Hua Tha
Mujhe Pyar Hua Tha, Ikraar Hua Tha
Deewaana Hua Mastana Hua
Teri Chahat Mein Kitna, Fasana Hua
Tere Aane Ki Khushbu, Tere Jaane Ka Manzar
Tujhe Milna Padega, Ab Zamana Hua
Sadayein Suno, Haan Jafayein Suno
Mujhe Pyar Hua Tha, Ikraar Hua Tha
Mujhe Pyar Hua Tha, Ikraar Hua Tha
Hai Tamanna Humein, Tumhein Dulhan Banaye
Tere Hathon Pe Mehndi, Apne Naam Ki Sajayein
Tere Lele Balayein, Tere Sadke Utaarein
Hai Tamanna Humein, Tumhein Apna Banaye
Nahi Mushkil Wafa, Zara Dekho Yahan
Tere Aankhon Mein, Basta Hai Mera Jahan
Kabhi Sun Toh Zara, Jo Main Keh Na Saka
Meri Duniya Tum Hi Ho, Tum Hi Aasara
Duyaein Suno, Sajayein Suno
Mujhe Pyar Hua Tha, Ikraar Hua Tha
Kahani Suno Haan, Zubaani Suno
Mujhe Pyar Hua Tha, Ikraar Hua Tha
Mujhe Pyar Hua Tha
Pyar Hua Tha
Pyar Hua Tha
Pyar Hua Tha